HOW TO CREATE A YOUTUBE CHANNEL IN PHONE || PHONE से YOUTUBE CHANNEL कैसे बनाएं | YOUTUBE CHANNEL BASIC SETTINGS

HOW TO CREATE A YOUTUBE CHANNEL IN PHONE || PHONE से YOUTUBE CHANNEL कैसे बनाएं  | YOUTUBE CHANNEL BASIC SETTINGS 

Doston Fir Se Ek Naye Blog Mein Aap Sabhi Ka Swagat Karta Hun 🙏,

To aaj ham log Yahan per baat karne Wale Hain Doston Ki aap apne phone se YouTube channel Kaise bana sakte hain aur kuchh YouTube ke setting Hote Hain guys aapko Kaise kya karna hoga sab kuchh Yahan per batane wala hun.

To doston agar aap ko YouTube channel kholna hai aur aap ko usko grow karna hai gai to aapko yah sari settings karna jaruri hai.

Chaliye sikhte Hain aakhir Kaise kya karna hai-

How To Create YouTube Channel:-

1. Sabse pahle to aapko Ek new Gmail id banaa Lena hai doston.

2. Gmail id banane ke bad Aap Ko sidha sa YouTube app open kar lena hai.

3. Jaise hi aap YouTube app open Karoge To aapko right corner Mein aapko Ek logo dekhne ko milega to aapko use logon per click kar dena hai

4. Jaisa ki aap logo per click Karoge To aap Wahan per channel Ka Naam dalna hai Jo Aap Name Rakhna chahte ho Aur Ha aap ko ek UNIQUE NAAM dhundh kar naam ko aapko dal dena hai.

5. Finally ab aapka YouTube channel ban chuka hai doston 😘.

6. Jaise Hi aap Naam inter Karoge ab aapko Wahan per 2 option dekhne ko milega 1ST EDIT CHANNEL 2ND MANAGE CHANNEL.

EDIT CHANNEL KYA HAI ?

Edit channel Mein aapko do option dekhe ko Milega sabse pahle aap Yahan per Apne channel ka LOGO Laga sakte ho uske bad Apne channel ka BANNER Laga sakte ho.

To agar aapko logon yah banaa lagana hai to a

ap Yahan per se Laga sakte ho.

MANAGE CHANNEL KYA HAI ?

MANAGE CHANNEL YouTube ka sabse jyada important setting hai guys Yahan per aapko bahut kuchh setting karne ki jarurat padati hai.

MANAGE SETTING IN YOUTUBE CHANNEL:-

Jaisi Hi aap Manage setting per click Karoge To aap koi bhi browser se YT STUDIO aapka khul jaega ab aapko YOUTUBE STUDIO mein kya setting karna hai Wo chij main batata hun Ab.

1. Aapko left corner Mein Ek setting ka option dekhne Ko Mil jaega To aap ko setting per click kar lena hai.

2. Jaise hi aap setting per click Karoge To aapko vahan per CHANNEL per click kar raha hai doston.

3. Jassi aap channel per click Karoge To aap kahan per ek hi work option hoga is to aap ko kya karna hai Sabse pahle keyboard Mein Apne channel ka naam likhna compulsory hai doston.

Channel ka naam main isliye likhane ke liye bol raha hun agar aap Yahan per Chadar ka naam keywords mein dikhte ho to aap ka sach mein jaldi se jaldi aapko aane Laga Apne channel.

Kuch basic settings yahi thi Jo ki main aap Sabhi Ko Bata diya hai agar kuchh Aur bhi aapko problem se to comment jarur kadar dost to Aur bhi aise topic aapko Yahan per dekhne Ko Mil jayegi

Leave a Comment