Netguard App Kya Hai ? Netguard App Ko Kaise Use Karen Kisi Bhi Phone Me | Topoffer
What is Netguard App ? How To Use Netguard App in Hindi ? Netguard App Details | Topoffer
Hello Dosto aap sabhi ka Swagat karta hun guys. Aaj Ham Log Yahan Par baat karne wale doston netguard app ke bare mein Dosto to net guard app kya hai aap kaise istemal kar sakte hain to doston article ko Shuru se ant Tak Jarur padhe jisse ki aapko net card ke bare mein Puri Jankari mil sake.
Netguard Kya hai?
Netguard Ek app ka naam hai jo ki aapko Play Store per bahut Aasan tarike Se Mil Jayegi ya Aisi application hai jismein aap apne mobile ke Data ko aur battery ko bacha sakte hain.
Netguard ki Khaas features ki baat karle Tu ismein Aise features Di gai hai jisse ki aap apne net Ko khatm Hone se bacha sakte hain. Agar aapke pass Jyada internet Nahin Hota aur aap simit Matra Mein internet use karna chahte hain to aap is app ke Sahare se use kar sakte hain. Is app mein aapko Ek features Di gai gai hai jisse ki aap jis bhi app mein net on Rakhna Chahte Hain Rakh sakte hain Agar use band karna chahte hain to band bhi kar sakte hain.
Mere Kahane ka matlab hai Agar aapke pass WhatsApp hai to agar aap use apne mobile data se chalana Chahte Hain To data se bhi chal sakta hai agar aap data se nahin chalana Chahte to aap use off kar de Kitna bhi try Koi Karega but WhatsApp aapki mobile data Ko khatm Nahin kar payegi aur isase aapki battery bhi bachi Rahegi.
Netguard kaise Use Karen?
Agar aapko netguard use karna hai to sabse pahle aapko Play Store Nahin to aapko niche Mein download ka button dikh Jaega aap is app Ko download kar sakte hain. App Ko download karne ke bad aapke apne phone mein Install kar lena hai. App install Ho Jaane ke bad aapko app ko kholna hai aapko Jaise hi khulenge to aapke samne kuch bahut sari apps dekhne Ko Mil Jayegi. Har apps Ke Samne aapko Wi-Fi aur internet data ka aur internet data ka sign dekhne ko milega.
Aapko jo Har EK app Ke Samne Wi-Fi or data ka option sign dekhne ko mil raha hai uska istemal kar sakte hain. Agar koi application sirf Wi-Fi se chalana hai to Wi-Fi wale sign ko on rakhen Agar aapko deta se chalana Hai To deta wale option ko on rakhen.
Agar aapko jo bhi application Apne Internet se chalana hai to aap Uske Samne jo data ka option Diya gaya hai use on Rakh sakte hain Nahin To Agar data se aap Nahin chalana Chahte to aap use off kar de.
Summary Of Netguard:-
Netguard ek application hai jisse aap apne phone ki Internet Ke Data ko bacha sakte hain aur battery ko bhi bacha sakte hain khatm hone se. Agar aapko Koi extra chij Hai usmein chahie to aapko vahan per Pro varjan buy karna padta hai. Pro Version mein aapko aapko mein aapko aapko bahut sari advanced features dekhne Ko Mil Jayegi jisse aap aur bhi acche se apne phone mein istemal kar sakte hain aur apne battery aur phone internet data ko bacha sakte hain.
To doston aapko aapko yah Chhoti Si Jankari kaisi lagi doston comment Mein Karke Jarur bataiyega. Agar aapko aise hi apps ke bare mein Janna pasand hai to aap Mein follow bhi Jarur Kar Le To doston aise hi hi To doston aise hi hi Le To doston aise hi hi To doston aise hi hi Le To doston aise hi hi doston. aise hi Hamare website per bahut sari article dekhne Ko Mil Jayegi jisse aap Kuchh Sikh sakte hain aur Jaan sakte hain to Tum Milte Hain Aise Hi Ek Naya article ke sath tab tak ke liye Hamen dijiye ijaajat.